|
USNE KAHA {} MAINE KAHA
USNE KAHA [] MAINE KAHA Usne kaha tume mein pahle jaise baat nahi, Maine kaha --Zindagi mein tera sath nahi, Usne kaha --Ab bhi kisi ki ankhon mein doub jate ho, Main kaha -- Ab kisi Ankh mein woh gahrayee nahi, Usne kaha -- kyun itna tuot kar chaha mujhe, Maine kaha -- Insaan hoon pather to nahi, Usne kaha -- kiya main bewafa ki hoon, Main kaha -- Mujhe Ab bewafa ki talash hi nahi, Usne kaha --- Bhool Ja mujh ko // Maine kaha --- Tum Haqeqat ho koi khawab to nahi.
|
|